SEARCH RESULTS
Showing search results for "nivaale"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "nivaale"
Nazm
roTiyan
gulzaar phuule aa.nkho.n me.n aur aish tul ga.e
do tar nivaale peT me.n jab aa ke Dhul ga.e
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
ahl-e-talab pe us ke liye farz hai du.aa
KHairaat me.n vo chand nivaale to de gayaa
Mohsin Naqvi
Nazm
mujrim
shiddat-e-faaqa se rote hu.e nanhe bachche
ek roTii ke nivaale se bahal jaate hai.n
Shakeb Jalali
Ghazal
sab ne bhar-peT khaa liyaa khaanaa
maa.n kii thaalii me.n kuchh nivaale the
Abhishek Kumar Amber
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "nivaale"
Ghazal
kar diyaa KHud ko samundar ke havaale ham ne
tab kahii.n gauhar-e-naayaab nikaale ham ne
Afzal Allahabadi
Nazm
ammi
kabhii kaalii chaa.e kabhii gorii chaa.e
banaa kar nivaale khilaatii hai.n ammii
Abdul Bari Arif Jamali
Ghazal
daaG suuraj kii hukuumat par bhii kuchh to lag gayaa
kuchh ujaale jab a.ndhero.n ke nivaale ho ga.e
Chand Akbarabadi
Ghazal
'umr bhar jis ke liye peT se baa.ndhe patthar
ab vo gin gin ke khilaataa hai nivaale mujh ko
Saleem Siddiqui
Ghazal
tujh ko is baat kaa andaaza nahii.n ho saktaa
kaise jiite hai.n tire dil se nikaale hu.e log
Jaani Lakhnavi
Ghazal
Fazil Jamili
Sher
pa.D jaate hai.n kitne chhaale haatho.n me.n
aate hai.n phir chand nivaale haatho.n me.n
Badr Muneer
Ghazal
zamaane kii fikro.n ne khaayaa hai ham ko
hazaaro.n ke mu.nh ke nivaale hu.e hai.n