SEARCH RESULTS
Showing search results for "paiGaam"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "paiGaam"
Nazm
shikwa
naqsh-e-tauhiid kaa har dil pe biThaayaa ham ne
zer-e-KHanjar bhii ye paiGaam sunaayaa ham ne
Allama Iqbal
Nazm
jawab-e-shikwa
qalb me.n soz nahii.n ruuh me.n ehsaas nahii.n
kuchh bhii paiGaam-e-mohammad kaa tumhe.n paas nahii.n
Allama Iqbal
Ghazal
Meer Taqi Meer
PAGE MATCHES FOR "paiGaam"
MORE MATCHES FOR "paiGaam"
Sher
un kaa jo farz hai vo ahl-e-siyaasat jaane.n
meraa paiGaam mohabbat hai jahaa.n tak pahu.nche
Jigar Moradabadi
Ghazal
hairaan hai.n lab-basta hai.n dil-giir hai.n Gunche
KHushbuu kii zabaanii tiraa paiGaam hii aa.e
Ada Jafarey
Qita
taariiKH ne qaumo.n ko diyaa hai yahii paiGaam
haq maa.ngnaa tauhiin hai haq chhiin liyaa jaa.e
Jaun Eliya
Nazm
hindustani bachchon ka qaumi git
chishtii ne jis zamii.n me.n paiGaam-e-haq sunaayaa
naanak ne jis chaman me.n vahdat kaa giit gaayaa
Allama Iqbal
Ghazal
dard-e-dil vaqt ko paiGaam bhii pahu.nchaa.egaa
is kabuutar ko zaraa pyaar se paalo yaaro








