SEARCH RESULTS
Showing search results for "pale"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "pale"
Ghazal
kaa.nTo.n ko mat nikaal chaman se o baaGbaa.n
ye bhii gulo.n ke saath pale hai.n bahaar me.n
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
pahle se maraasim na sahii phir bhii kabhii to
rasm-o-rah-e-duniyaa hii nibhaane ke liye aa
Ahmad Faraz
PAGE MATCHES FOR "pale"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "pale"
Nazm
hijr ki rakh aur visal ke phul
baa.ndh kar aarzuu ke palle me.n
hijr kii raakh aur visaal ke phuul
Faiz Ahmad Faiz
Sher
ashk-e-Gam diida-e-pur-nam se sambhaale na ga.e
ye vo bachche hai.n jo maa.n baap se paale na ga.e
Meer Anees
Ghazal
mere lahuu me.n guu.nj rahaa hai har ek lafz
mai.n ne rago.n ke dasht me.n paale tumhaare KHat
Wasi Shah
Nazm
hamesha der kar deta hun
kisii ko maut se pahle kisii Gam se bachaanaa ho
haqiiqat aur thii kuchh us ko jaa ke ye bataanaa ho
Muneer Niyazi
Nazm
apni malka-e-suKHan se
naGme pale hai.n daulat-e-guftaar se tirii
paayaa hai nutq chashm-e-suKHan-baar se tirii
Josh Malihabadi
Sher
hai ashk-o-aah raas hamaare mizaaj ko
ya.anii pale hu.e isii aab-o-havaa ke hai.n