SEARCH RESULTS
Showing search results for "past"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "past"
Nazm
jawab-e-shikwa
Gaafil aadaab se sukkaan-e-zamii.n kaise hai.n
shoKH o gustaaKH ye pastii ke makii.n kaise hai.n
Allama Iqbal
Nazm
saqi-nama
bahut us ne dekhe hai.n past o buland
safar us ko manzil se ba.Dh kar pasand
Allama Iqbal
PAGE MATCHES FOR "past"
Tags
Past
Past
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "past"
Nazm
ek pahaD aur gilahri
tirii bisaat hai kyaa merii shaan ke aage
zamii.n hai past mirii aan-baan ke aage
Allama Iqbal
Qadir Nama
ustuKHvaa.n haDDii hai aur hai post khaal
sag hai kuttaa aur giida.D hai shaGaal
Mirza Ghalib
Ghazal
pesh-e-nazar hai past-o-buland-e-rah-e-junuu.n
ham be-KHudo.n se qissa-e-arz-o-samaa na puuchh
Josh Malihabadi
Nazm
guman ka mumkin- jo tu hai main hun
magar samaavii KHiraam vaale
jo past o baalaa ke aastaa.n par jame hu.e hai.n
Noon Meem Rashid
Ghazal
past itnii to na thii merii shikast ai yaaro
par sameTe hai.n magar hasrat parvaaz ke saath
Ahmad Nadeem Qasmi
Nazm
nashat-e-umid
tuu ne hii raa.njhe kii ye ba.ndhvaaii aas
hiir thii furqat me.n bhii goyaa ki paas