SEARCH RESULTS
Showing search results for "past"
Nazm MATCHES FOR "past"
Nazm
jawab-e-shikwa
Gaafil aadaab se sukkaan-e-zamii.n kaise hai.n
shoKH o gustaaKH ye pastii ke makii.n kaise hai.n
Allama Iqbal
Nazm
saqi-nama
bahut us ne dekhe hai.n past o buland
safar us ko manzil se ba.Dh kar pasand
Allama Iqbal
Nazm
ek pahaD aur gilahri
tirii bisaat hai kyaa merii shaan ke aage
zamii.n hai past mirii aan-baan ke aage
Allama Iqbal
Nazm
guman ka mumkin- jo tu hai main hun
magar samaavii KHiraam vaale
jo past o baalaa ke aastaa.n par jame hu.e hai.n
Noon Meem Rashid
Nazm
nashat-e-umid
tuu ne hii raa.njhe kii ye ba.ndhvaaii aas
hiir thii furqat me.n bhii goyaa ki paas
Altaf Hussain Hali
Nazm
tawaif
apnii fitrat kii bulandii pe mujhe naaz hai kab
haa.n tirii past-nigaahii se gila hai mujh ko
Moin Ahsan Jazbi
Nazm
kachhwa aur KHargosh
jab mai.n tezii se jast kartaa huu.n
shahsavaaro.n ko past kartaa huu.n
Ismail Merathi
Nazm
chand ki buDhiya
KHalaa me.n past hai baalaa hu.aa hai
zamii.n kii god kaa paalaa hu.aa hai
Rais Amrohvi
Nazm
watan aazad karne ke liye
abr kii suurat buland-o-past par chhaate chalo
qahqaho.n se lailii-e-maGrib ko sharmaate chalo