SEARCH RESULTS
Showing search results for "patak"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "patak"
Marsiya
kaabe se aur najaf se bhii izzat sivaa hu.ii
KHaak us zamiin-e-paak kii KHaak-e-shifaa hu.ii
Meer Anees
Ghazal
yuu.n kaano.n-kaan gul ne na jaanaa chaman me.n aah
sar ko paTak ke ham pas-e-diivaar mar ga.e
Meer Taqi Meer
Nazm
jugnu
ye soch kar mirii haalat ajiib ho jaatii
palak kii oT me.n jugnuu chamakne lagte the
Firaq Gorakhpuri
Nazm
aaghaz
raakh ko haath lagaatii ho to jal jaataa hai
ek bhii kaam saliiqe se nahii.n ho paataa
Kafeel Aazar Amrohvi
Ghazal
talchhaT milaa ke detaa hai rindo.n ko saaqiyaa
saaGar paTak na de ko.ii hushyaar dekh kar
Bismil Azimabadi
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "patak"
Ghazal
Jameel Mazhari
Nazm
bewa ki KHud-kushi
thartharaa kar girtii hai jab suune bistar par nazar
le ke ik karvaT paTak detii hai vo takiya pe sir
Kaifi Azmi
Ghazal
kahtaa huu.n kabhii ghar me.n mire aa to hai kahtaa
chaukhaT pe hamaarii ko.ii din sar to paTak be
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
paTak ke to.D diyaa jis ne niisha-e-jaa.n ko
me.n juu-e-shiir saa pinhaa.n usii chaTaan me.n thaa
Zafar Ghauri
Ghazal
mere aa.nsu.o.n se vo sang pighaltaa bhii nahii.n
sar paTak kar mujhe marne bhii nahii.n detaa hai
Ahmad Kamal Hashmi
Ghazal
kabhuu maTak kabhii bas bas kabhuu piyaala paTak
dimaaG kartii thii kyaa kyaa sharaab piine me.n






