SEARCH RESULTS
Showing search results for "phalte"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "phalte"
Sher
Kaleem Haider Sharar
Ghazal
phuulne-phalne lage hai.n saahab-e-zar aur bhii
ta.ng ho jaa.egii dhartii mufliso.n par aur bhii
Naz Khialvi
PAGE MATCHES FOR "phalte"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "phalte"
Ghazal
arbaab-e-karam phuulte-phalte hai.n hamesha
miltaa hai samar un ko Gariibo.n kii du.aa kaa
Mohammad Yusuf Rasikh
Ghazal
taKH.iil-e-laala-kaar ye kahtii hai ai 'suruur'
ko.ii zamii.n ho phuulte-phalte rahe hai.n ham
Aale Ahmad Suroor
Sher
ye raat aisii havaa.e.n kahaa.n se laatii hai
ki KHvaab phuulte hai.n aur zaKHm phalte hai.n
Ashfaq Amir
Ghazal
lagaa ho dil to KHayaalaat kab badalte hai.n
ye inqalaab to ik be-dilii me.n palte hai.n
Ashfaq Amir
Ghazal
Kaleem Haider Sharar
Ghazal
nafrate.n mil ga.ii.n maa'suum dilo.n me.n aksar
chaahato.n ko dil-e-saffaak me.n palte dekhaa
Quaiser Khalid
Ghazal
dekhnaa chaahtaa hai pe.D pe phalte hu.e phuul
ek pattaa jo tire taKHt se haaraa hu.aa hai
Ahmad Iftikhar khatak
Ghazal
misaal-e-naKHl dekhaa hai usii ko phuulte-phalte
kiyaa jis shaKHs ne haasil tariiqa KHaaksaarii kaa