SEARCH RESULTS
Showing search results for "phalte"
Ghazal MATCHES FOR "phalte"
Ghazal
phuulne-phalne lage hai.n saahab-e-zar aur bhii
ta.ng ho jaa.egii dhartii mufliso.n par aur bhii
Naz Khialvi
Ghazal
ek muddat se hai.n ham ishq me.n aavaara ba-kaar
ya.anii ik umr hu.ii phuulte-phalte hu.e bhii
Pirzada Qasim
Ghazal
ham jaur bhii sah le.nge magar Dar hai to ye hai
zaalim ko kabhii phuulte-phalte nahii.n dekhaa
Arsh Malsiyani
Ghazal
arbaab-e-karam phuulte-phalte hai.n hamesha
miltaa hai samar un ko Gariibo.n kii du.aa kaa
Mohammad Yusuf Rasikh
Ghazal
taKH.iil-e-laala-kaar ye kahtii hai ai 'suruur'
ko.ii zamii.n ho phuulte-phalte rahe hai.n ham
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
lagaa ho dil to KHayaalaat kab badalte hai.n
ye inqalaab to ik be-dilii me.n palte hai.n
Ashfaq Amir
Ghazal
Kaleem Haider Sharar
Ghazal
nafrate.n mil ga.ii.n maa'suum dilo.n me.n aksar
chaahato.n ko dil-e-saffaak me.n palte dekhaa
Quaiser Khalid
Ghazal
dekhnaa chaahtaa hai pe.D pe phalte hu.e phuul
ek pattaa jo tire taKHt se haaraa hu.aa hai
Ahmad Iftikhar khatak
Ghazal
misaal-e-naKHl dekhaa hai usii ko phuulte-phalte
kiyaa jis shaKHs ne haasil tariiqa KHaaksaarii kaa
Meer Mehdi Majrooh
Ghazal
tuKHm-rezii kar rahaa huu.n mai.n isii ummiid par
phuulte phalte hu.e kal ye shajar dekhe.nge log
Ramz Azimabadi
Ghazal
vaah kyaa rang hai kyaa KHuub tabii.at hai 'riyaaz'
ho zamii.n ko.ii tumhe.n phuulte-phalte dekhaa