SEARCH RESULTS
Showing search results for "piipal"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "piipal"
Nazm
jugnu
isii ke biich me.n hai ek pe.D piipal kaa
sunaa hai mai.n ne buzurgo.n se ye ki umr us kii
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
qasme.n to saarii ho chukii.n baaqii rahii hai ab
piipal tale ke bhutne kii shaitaan kii qasam
Insha Allah Khan Insha
BOOKS MATCHES FOR "piipal"
MORE MATCHES FOR "piipal"
Ghazal
piipal kii chhaa.nv bujh ga.ii taalaab sa.D ga.e
kis ne ye mere gaa.nv pe ehsaan kar diyaa
Aalok Shrivastav
Nazm
fana
ba.D piipal aa.nb niib chhu.aaraa khajuur taa.D
sab KHaak ho.nge jab ki fanaa Daalegii ukhaa.D
Nazeer Akbarabadi
Nazm
kal raat
suntaa rahaa sa.Dak se guzartii baso.n kaa shor
piipal kaa pattaa TuuT ke diivaar Dhaa gayaa
Nida Fazli
Nazm
kale safed paron wala parinda aur meri ek sham
gurgal u.D kar vo pilkhan par jaa baiThii
piipal me.n tote ne bachche de rakhe hai.n
Akhtarul Iman
Ghazal
sabz mausam na yahaa.n phir se palaT kar aayaa
ho ga.e zard mire gaa.nv ke piipal kitne
Rafia Shabnam Abidi
Ghazal
garmii kii tez dhuup me.n piipal kii chhaa.nv me.n
sonii ba.Daa sukuun thaa chhoTe se gaa.nv me.n
Anita Soni
Sher
bachpan me.n aakaash ko chhuutaa saa lagtaa thaa
is piipal kii shaaKHe.n ab kitnii niichii hai.n
Muzaffar Hanfi
Nazm
aao chalen man
TuuT ga.e taar yahaa.n man ke sitaar ke
jannat hamaarii vahii.n piipal kii chhaa.nv me.n