SEARCH RESULTS
Showing search results for "piipal"
Nazm MATCHES FOR "piipal"
Nazm
jugnu
isii ke biich me.n hai ek pe.D piipal kaa
sunaa hai mai.n ne buzurgo.n se ye ki umr us kii
Firaq Gorakhpuri
Nazm
ek gae aur bakri
the anaaro.n ke be-shumaar daraKHt
aur piipal ke saaya-daar daraKHt
Allama Iqbal
Nazm
fana
ba.D piipal aa.nb niib chhu.aaraa khajuur taa.D
sab KHaak ho.nge jab ki fanaa Daalegii ukhaa.D
Nazeer Akbarabadi
Nazm
kal raat
suntaa rahaa sa.Dak se guzartii baso.n kaa shor
piipal kaa pattaa TuuT ke diivaar Dhaa gayaa
Nida Fazli
Nazm
kale safed paron wala parinda aur meri ek sham
gurgal u.D kar vo pilkhan par jaa baiThii
piipal me.n tote ne bachche de rakhe hai.n
Akhtarul Iman
Nazm
aao chalen man
TuuT ga.e taar yahaa.n man ke sitaar ke
jannat hamaarii vahii.n piipal kii chhaa.nv me.n
Salam Machhli shahri
Nazm
holi
ki piipal-manDii-o-pannii galii ke bhii aa.e
jahaa.n-tahaa.n se ye ghir ghir ke log sab dhaa.e
Nazeer Akbarabadi
Nazm
yaaden
garmii kii taptii do-pahre.n aur piipal kaa pe.D
merii dukhtii aa.nkho.n me.n sukh chain utarte the
Farhat Zahid
Nazm
nuqrai tilism
radio par ko.ii bajtii hu.ii spanish dhun
duur piipal ke ghane jangal me.n
Azra Naqvi
Nazm
tum mera sahaara ho
dhuup dhuup raaho.n kaa saaya-daar piipal ho
karb naa-rasaa.ii ke
Ravish Nadeem
Nazm
ek dhundli yaad
us kii bhiigii aa.nkh me.n khultii dhanak takte hu.e
aur kabhii piipal ke gahre surKH saayo.n ke tale