SEARCH RESULTS
Showing search results for "pilaate"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "pilaate"
Ghazal
un ke bhii qatl kaa ilzaam hamaare sar hai
jo hame.n zahr pilaate hu.e mar jaate hai.n
Abbas Tabish
Ghazal
ik sirf hamii.n mai ko aa.nkho.n se pilaate hai.n
kahne ko to duniyaa me.n mai-KHaane hazaaro.n hai.n
Shahryar
Ghazal
aap kaa mehmaan huu.n mai.n aap mere mezbaan
so mujhe zahr-e-muravvat to pilaate jaa.iye
Jaun Eliya
Ghazal
suu-e-mai-kada na jaate to kuchh aur baat hotii
vo nigaah se pilaate to kuchh aur baat hotii
Agha Hashr Kashmiri
PAGE MATCHES FOR "pilaate"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "pilaate"
Ghazal
aa.nkho.n se pilaate raho saaGar me.n na Daalo
ab ham se ko.ii jaam uThaayaa nahii.n jaataa
Abdul Hamid Adam
Sher
Shahryar
Sher
aa.nkho.n se pilaate raho saaGar me.n na Daalo
ab ham se ko.ii jaam uThaayaa nahii.n jaataa
Abdul Hamid Adam
Ghazal
Qamar Jalalabadi
Ghazal
kahaa jo mai.n ne pilaate ho bazm me.n sab ko
magar hame.n hii nahii.n kyaa gunah hamaaraa hai
Ghamgeen Dehlvi
Ghazal
tum mujh ko pilaate to ho mai siina pe cha.Dh kar
us vaqt agar ko.ii chalaa aa.e to kyaa ho
Bekhud Dehlvi
Ghazal
ik jurra-e-aaKHir kii kamii rah ga.ii aaKHir
jitnii vo pilaate ga.e aa.nkho.n ne kahaa aur
Najm Aafandi
Ghazal
Kaif Moradaabadi
Ghazal
ik duusre ko zahr pilaate hai.n log ab
baato.n me.n shahd ghol ke qand-o-nabaat kaa