SEARCH RESULTS
Showing search results for "pur-aab"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "pur-aab"
Sher
ahvaal dekh kar mirii chashm-e-pur-aab kaa
dariyaa se aaj TuuT gayaa dil habaab kaa
Joshish Azimabadi
PAGE MATCHES FOR "pur-aab"
MORE MATCHES FOR "pur-aab"
Ghazal
aa.nsuu kii tarah diida-e-pur-aab me.n rahnaa
har gaam mujhe KHaana-e-sailaab me.n rahnaa
Ahmad Javaid
Ghazal
yuu.n dekh mire diida-e-pur-aab kii gardish
dariyaa me.n ho jis tarah se girdaab kii gardish
Mohammad Rafi Sauda
Kulliyat
bil-quvva Tuk dikhaa.iye chashm-e-pur-aab kaa
daaman paka.D ke ro.iye yak-dam sahaab kaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
haalat to dekh lii mirii chashm-e-pur-aab kii
saaqii nahii.n havas mujhe jaam-e-sharaab kii
Jameela Khuda Bakhsh
Kulliyat
mai.n aage na thaa diida-e-pur-aab se vaaqif
palke.n na hu.ii thii.n mirii KHuunaab se vaaqif
Meer Taqi Meer
Ghazal
rah gayaa diida-e-pur-aab kaa saamaa.n ho kar
vo jo rahtaa thaa mire saath mirii jaa.n ho kar
Azhar Naqvi
Sher
miizaan-e-adaalat hai.n mire diida-e-pur-aab
ham-vazn har aa.nsuu kaa har aa.nsuu nazar aayaa
Naseem Dehlvi
Ghazal
tuufaa.n hai maujzan mirii chashm-e-pur-aab me.n
Duubaa tilism-e-'ishq se dariyaa habaab me.n
Rasikh Dehlvi
Ghazal
qadam na rakh mirii chashm-e-pur-aab ke ghar me.n
bharaa hai mauj kaa tuufaa.n habaab ke ghar me.n
Shah Naseer
Ghazal
chashm-e-pur-aab sabhii dard sunaa.e ham ko
naqsh-e-ummiid hai vo yaad na aa.e ham ko