SEARCH RESULTS
Showing search results for "pur-aab"
Ghazal MATCHES FOR "pur-aab"
Ghazal
aa.nsuu kii tarah diida-e-pur-aab me.n rahnaa
har gaam mujhe KHaana-e-sailaab me.n rahnaa
Ahmad Javaid
Ghazal
yuu.n dekh mire diida-e-pur-aab kii gardish
dariyaa me.n ho jis tarah se girdaab kii gardish
Mohammad Rafi Sauda
Ghazal
haalat to dekh lii mirii chashm-e-pur-aab kii
saaqii nahii.n havas mujhe jaam-e-sharaab kii
Jameela Khuda Bakhsh
Ghazal
rah gayaa diida-e-pur-aab kaa saamaa.n ho kar
vo jo rahtaa thaa mire saath mirii jaa.n ho kar
Azhar Naqvi
Ghazal
tuufaa.n hai maujzan mirii chashm-e-pur-aab me.n
Duubaa tilism-e-'ishq se dariyaa habaab me.n
Rasikh Dehlvi
Ghazal
qadam na rakh mirii chashm-e-pur-aab ke ghar me.n
bharaa hai mauj kaa tuufaa.n habaab ke ghar me.n
Shah Naseer
Ghazal
chashm-e-pur-aab sabhii dard sunaa.e ham ko
naqsh-e-ummiid hai vo yaad na aa.e ham ko
Arsalan Ahmed Akif
Ghazal
na dil me.n sabr na ab diida-e-pur-aab me.n KHvaab
shitaab aa ki hame.n aave is azaab me.n KHvaab
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
Basir Sultan Kazmi
Ghazal
mutma.in dil un kii ulfat se magar aa.nkhe.n pur-aab
aah diivaane kii duniyaa aah diivaane kaa KHvaab
Shifa Gwaliari
Ghazal
Abrar Abid
Ghazal
chaahe jitne bhii ho.n pur-aab nahii.n rahte hai.n
hans u.D jaa.e.n to taalaab nahii.n rahte hai.n
Mehr faam
Ghazal
manzar-e-chashm jo pur-aab hu.aa jaataa hai
chaman-e-dil miraa shaadaab hu.aa jaataa hai
Kausar Mazhari
Ghazal
abr saa.n har-chand rakkhaa chashm ko pur-aab ham
kar sake par kisht ulfat kaa nahii.n shaadaab ham
Qasim Ali Khan Afridi
Ghazal
lagtaa hai bahr-e-shab ba.Daa pur-aab dekhnaa
tum ko Dubo na de kahii.n ye KHvaab dekhnaa
Aulad-e-Rasool Qudsi
Ghazal
pa.Dii thii kisht-e-tamannaa jo KHushk muddat se
rahiin-e-minnat-e-chashm-e-pur-aab ho ke rahii