SEARCH RESULTS
Showing search results for "putlaa"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "putlaa"
Ghazal
insaa.n ko kal kaa putlaa banaayaa hai us ne aap
aur aap hii vo kahtaa hai putle ko kal ke chal
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
dekho insaa.n KHaak kaa putlaa banaa kyaa chiiz hai
boltaa hai is me.n kyaa vo boltaa kyaa chiiz hai
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
Bashar Nawaz
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "putlaa"
Ghazal
mai.n ajab dekhne vaalaa huu.n ki andhaa kahlaa.uu.n
vo ajab KHaak kaa putlaa thaa ki nuurii niklaa
Saqi Faruqi
Sher
na to mai.n huur kaa maftuu.n na parii kaa aashiq
KHaak ke putle kaa hai KHaak kaa putlaa aashiq
Peer Sher Mohammad Ajiz
Nazm
ishq aur maut
farishta ki putlaa thaa be-taabiyo.n kaa
malak kaa malak aur paare kaa paaraa
Allama Iqbal
Mazahiya
insaan cartoon hai putlaa ha.nsii kaa hai
gurde hamaare, jism tiraa, sar kisii kaa hai
Saghar Khayyami
Ghazal
Nooh Narvi
Ghazal
tez dhuup me.n aa.ii aisii lahar sardii kii
mom kaa har ik putlaa bach gayaa pighalne se
Qateel Shifai
Ghazal
Guruur-e-jism pe aur jaan pe are tauba
na jaane miTTii kaa putlaa ye kis gumaan me.n hai
Nazeer Meeruthy
Ghazal
Bharat Bhushan Pant
Nazm
aurat ki taKHliq
aur phir sab ko ik jaa milaayaa gayaa
guu.ndh kar ek putlaa banaayaa gayaa
Izhaar Malihabadi
Ghazal
tum KHud saa samajh kar na ise haath lagaanaa
vo KHaak kaa putlaa hii sahii tez bahut hai
Abbas Tabish
Ghazal
kyaa kahuu.n mere samaane ko samajh hai darkaar
KHaak samjhaa jo mujhe KHaak kaa putlaa samjhaa
Bekhud Dehlvi
Ghazal
aadam KHataa kaa putlaa hai gar maan le.n ye baat
nikle.ngii is KHaraabii se kitnii KHaraabiyaa.n
Basir Sultan Kazmi
Ghazal
duniyaa me.n ko.ii mujh saa gunahgaar na hogaa
mai.n KHaak kaa putlaa nahii.n putlaa huu.n KHataa kaa