SEARCH RESULTS
Showing search results for "qaatil-e-be-rahm"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "qaatil-e-be-rahm"
Ghazal
diyat is qaatil-e-be-rahm se kyaa liijiyegaa
apnii hii aa.nkho.n se ab KHuun bahaa liijiyegaa
Sher Mohammad Khan Iman
Ghazal
kuucha-e-qaatil-e-be-rahm jise kahte hai.n
mai.n vahaa.n dau.D ke mushtaaq-e-ajal jaataa huu.n
Hatim Ali Mehr
Ghazal
dekh o qaatil-e-be-rahm garebaa.n meraa
bose letaa hai guluu ke lab-e-KHanjar ke evaz
Munshi Khairati Laal Shagufta
Nazm
qatil-e-be-chehra
aur aisaa qaatil-e-be-chehra jis ko sadiyo.n se
zamaana Dhuu.nD rahaa hai
Sulaiman Areeb Haidarabadi
MORE MATCHES FOR "qaatil-e-be-rahm"
Ghazal
vaqt-e-be-rahm kaa andaaz-e-karam to dekho
jin ko aa.iine diye dard ke chehre na diye
Nazim Sultanpuri
Ghazal
hai hai tujhe kis zaalim-e-be-rahm ne rau.ndaa
haalat jo tirii sabza-e-turbat nahii.n achchhii
Aashiq Husain Bazm Afandi
Nazm
alamiya-e-naqd
ye be-rahm choTo.n KHasaaro.n kii duniyaa
ye kaaGaz ke jhuuTe sahaaro.n kii duniyaa
Fay Seen Ejaz
Ghazal
kyaa ye kartaa mire zaKHm-e-jigar-o-dil kaa ilaaj
charKH-e-be-rahm ko.ii marham-e-za.ngaar na thaa
Faheem Gorakhpuri
Ghazal
dil-e-be-rahm gayaa shaiKH liye zer-e-zamii.n
mar gayaa par ye kuhan gabr-musalmaa.n na hu.aa
Meer Taqi Meer
Kulliyat
dil-e-be-rahm gayaa shaiKH liye zer-e-zamii.n
mar gayaa par ye kuhan gabr-musalmaa.n na hu.aa
Meer Taqi Meer
Ghazal
Nusrat Mehdi
Ghazal
Aila Tahir
Ghazal
hazrat-e-dil ik but-e-be-rahm par maftuu.n hu.e
baiThe-biThlaa.e shaguufa aur ye paidaa kiyaa
Munshi Khairati Laal Shagufta
Nazm
chand sawalat
zaalim-o-be-rahm logo.n se 'adaavat hai tirii
phir bhii itne zulm par kyo.n aasmaa.n phaTtaa nahii.n
Sahar Alig
Ghazal
jo us be-rahm par apnaa dil-e-KHaana-KHaraab aayaa
ga.e sabr-o-tahammul hosh-o-taaqat iztiraab aayaa