SEARCH RESULTS
Showing search results for "qabza-e-custodian"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "qabza-e-custodian"
Mazahiya
ek murda bhaag uThaa thaa chho.D kar gor-o-kafan
qabr par marhuum kii hai qabza-e-custodian
Dilawar Figar
Ghazal
qabza uThaa.egii na dil-e-rozgaar se
jab tak na zindagii kaa kare iKHtitaam hirs
Parveen Umm-e-Mushtaq
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "qabza-e-custodian"
Ghazal
par pha.Dpha.Daa rahaa huu.n basiirat ke daam me.n
ko.ii chhu.Daa.e qabza-e-idraak se mujhe
Rafiq Raaz
Ghazal
sunte kisii Gariib kii kyo.n iltijaa nahii.n
sab hai tumhaare qabza-e-qudrat me.n kyaa nahii.n
Safdar Mirzapuri
Ghazal
be-chehra gardano.n kii shikaayat fuzuul hai
maa'suum haath qabza-e-KHanjar me.n aa gayaa
Muzaffar Hanfi
Ghazal
ham to tumhaare qabza-e-qudrat me.n hai.n to phir
itnaa qariib kyuu.n mirii sarkaar karte ho
Farhat Ehsas
Ghazal
simaTtaa jaa rahaa hai daa.era maalik makaa.n kaa
makaa.n par qabza-e-mehmaan ba.Dhtaa jaa rahaa hai
Farhat Ehsas
Ghazal
nahii.n hai ko.ii bhii shai qabza-e-tasarruf me.n
kisii bhii chiiz pe insaa.n ko iKHtiyaar nahii.n
Riyasat Ali Taj
Ghazal
qabza-e-vaqt me.n jugnuu hai sitaara ki sharaar
ham faqiiro.n kaa bhalaa hogaa na aalaa.ish me.n
Rahi Fidai
Ghazal
saa.e kii tarah qabza-e-paikar se nikal kar
vo shaKHs gayaa mere baraabar se nikal kar
Mohsin Changezi
Ghazal
aur ab haath miraa qabza-e-shamshiir pe hai
yahii jauhar hai miraa aur yahii fan meraa
Sarvat Husain
Ghazal
usii ke qabza-e-qudrat me.n hai.n sabhii ke dil
vo jis ko chaahe use paarsaa banaa degaa