SEARCH RESULTS
Showing search results for "qaid-e-anaa"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "qaid-e-anaa"
Ghazal
'iqbaal' yuu.nhii kab tak ham qaid-e-anaa kaaTe.n
mil baiTh ke logo.n me.n aa apne KHalaa kaaTe.n
Iqbal Kausar
Ghazal
ai 'anaa' merii tabii.at me.n hai shoKHii lekin
dil-shikan ko.ii sharaarat nahii.n karne vaalii
Ana Dehlvi
Ghazal
ai 'anaa' kis par bhalaa kiije yaqii.n
bik ga.e Gam-KHvaar ab aa.egaa kaun
Nafeesa Sultana Ana
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "qaid-e-anaa"
Ghazal
ai 'anaa' tum mat giraanaa apne hii kirdaar ko
un ko kahne do ki KHud-daarii kahaa.n aa ga.ii
Nafeesa Sultana Ana
Ghazal
shab ne ra.ngat ke liye hii maah-o-aKHtar ko 'anaa'
dekhiye Taa.nkaa hai kaise apnii is poshaak me.n
Manju Kachhawa Ana
Ghazal
mai.n ne kahaa hare hii rahe.n umr bhar 'anaa'
kahne lage the jhaT se hii aamiin zaKHm-e-dil
Manju Kachhawa Ana
Ghazal
kab tak rahe.nge qaid-e-anaa ke hisaar me.n
kaaGaz kii naav aap chalaa.e.nge kitnii der
Qamar Sanbhali
Ghazal
mujhe nikaal le 'hasanii' sazaa milii hai bahut
mai.n ab bhii qaid-e-anaa ke muhiib Gaar me.n huu.n
Ghulam Hasan Hasani
Ghazal
bajaa ki dil nahii.n zindaan-e-be-KHudii kaa asiir
magar ye qaid-e-anaa se kahaa.n rahaa hogaa
Arif Abdul Mateen
Ghazal
tuu sahii ik aks lekin ye hisaar-e-aa.ina
log tujh ko dekhnaa chaahe.n baruun-e-dar to aa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
hai sau adaa.o.n se uryaa.n fareb-e-ra.ng-e-anaa
barahna hotii hai lekin hijaab-e-KHvaab ke saath