SEARCH RESULTS
Showing search results for "samaa.at"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "samaa.at"
Ghazal
vo sarv-qad hai magar be-gul-e-muraad nahii.n
ki us shajar pe shaguufe samar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Nazm
mujhse pahli si mohabbat meri mahbub na mang
teraa Gam hai to Gam-e-dahr kaa jhag.Daa kyaa hai
terii suurat se hai aalam me.n bahaaro.n ko sabaat
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
daad de zarf-e-samaa.at to karam hai varna
tishnagii hai mirii aavaaz kii naGma kyaa hai
Obaidullah Aleem
PAGE MATCHES FOR "samaa.at"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "samaa.at"
Ghazal
Azm Bahzad
Ghazal
itne sannaaTe piye merii samaa'at ne ki ab
sirf aavaaz pe chaahuu.n to nishaane lag jaa.e.n
Mehshar Afridi
Ghazal
ain-mumkin hai chalii jaa.e samaa.at merii
dil se kahiye ki bahut shor machaayaa na kare
Kashif Husain Ghair
Ghazal
bhii.D baazaar-e-samaa'at me.n hai naGmo.n kii bahut
jis se tum saamne ubhro vo sadaa do ham ko
Ehsan Danish
Ghazal
sun.ne vaalo.n kii samaa.at ga.ii goyaa.ii bhii
qissa-go tuu ne sunaa.ii thii hikaayat kaisii
Aziz Nabeel
Ghazal
vo tiir baa'd me.n pahle savaal khii.nchtaa hai
savaal bhii jo samaa'at kii khaal khii.nchtaa hai
Charagh Sharma
Ghazal
ab harf-e-tamannaa ko samaa.at na milegii
bechoge agar KHvaab to qiimat na milegii