SEARCH RESULTS
Showing search results for "samjhaa.e"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "samjhaa.e"
Ghazal
Waseem Barelvi
Ghazal
Shakeel Badayuni
Ghazal
tum ne samjhaa.e mirii soch ko aadaab adab
lafz o ma.anii se ulajhnaa bhii tumhii se siikhaa
Zehra Nigaah
Ghazal
Muztar Khairabadi
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "samjhaa.e"
Ghazal
Kishwar Naheed
Ghazal
rah-e-vafaa ke musaafir ko kaun samjhaa.e
ki is safar me.n ko.ii ham-safar nahii.n milnaa
Suroor Barabankvi
Sher
ko.ii samjhaa.e ki kyaa rang hai maiKHaane kaa
aa.nkh saaqii kii uThe naam ho paimaane kaa
Iqbal Safi Puri
Ghazal
kaun ye naaseh ko samjhaa.e ba-tarz-e-dil-nashii.n
ishq saadiq ho to Gam bhii be-mazaa hotaa nahii.n
Jigar Moradabadi
Ghazal
tirii nigaah-e-taGaaful ko kaun samjhaa.e
ki apne dil pe mujhe iKHtiyaar bhii to nahii.n
Nasir Kazmi
Sher
ab tum bhii zaraa husn-e-jahaa.n-soz ko roko
ham to dil-e-betaab ko samjhaa.e hu.e hai.n
Kaifi Chirayyakoti
Ghazal
Qateel Shifai
Ghazal
ye na samjhe the ki ye din bhii hai.n aane vaale
u.ngliyaa.n ham pe uThaa.e.nge uThaane vaale
Bismil Azimabadi
Ghazal
ab un ko ishq ke aadaab kaun samjhaa.e
bujhe charaaG havaa se savaal karte hai.n
Balmohan panday
Nazm
aa jaana
samajhte hai.n kahii.n diivaangaan-e-ishq samjhaa.e
tire ho.nTo.n pe meraa naam aa jaa.e to aa jaanaa
Rajendra Nath Rahbar
Ghazal
naaseho.n ko kaun samjhaa.e na samjhegaa 'faraaz'
vo to sab kii baat sun le aur man-maanii kare
Ahmad Faraz
Ghazal
hotii hai.n shab-e-Gam me.n yuu.n dil se mirii baate.n
jis tarah se samjhaa.e diivaane ko diivaana
