SEARCH RESULTS
Showing search results for "san.at"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "san.at"
Ghazal
pa.Dhe.n duruud na kyuu.n dekh kar hasiino.n ko
KHayaal-e-san.at-e-saane hai paak-biino.n ko
Meer Anees
Ghazal
ko.ii san.at nahii.n mujh me.n to phir kyuu.n
numaa.ish-gaah me.n laayaa gayaa huu.n
Hafeez Jalandhari
PAGE MATCHES FOR "san.at"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "san.at"
Nazm
east india company ke farzandon se KHitab
san.at-e-hindostaa.n par maut thii chhaa.ii hu.ii
maut bhii kaisii tumhaare haat kii laa.ii hu.ii
Josh Malihabadi
Ghazal
kuchh san.at o hirfat pe bhii laazim hai tavajjoh
aaKHir ye government se tanKHvaah kahaa.n tak
Akbar Allahabadi
Marsiya
naqqaash me.n ye san.at-e-tahriir nahii.n hai
tasviir dikhaataa huu.n ye taqriir nahii.n hai
Meer Muzaffar Husain Zameer
Ghazal
fareb-e-san.at-e-iijaad kaa tamaashaa dekh
nigaah aks-farosh o KHayaal aa.ina-saaz
Mirza Ghalib
Ghazal
Bhartendu Harishchandra
Rubai
kuchh pa.Dh ke tuu san.at-o-zaraa.at ko dekh
izzat ke liye kaafii hai ai dil nekii
Akbar Allahabadi
Ghazal
hosh u.D na jaa.e.n san.at-e-behzaad dekh kar
aa.iina rakh ke saamne tasviir dekhnaa
Yagana Changezi
Nazm
tarah-e-nau
sehn-e-jahaa.n me.n raqs-kunaa.n hai.n tabaahiyaa.n
aaqaa-e-hast-o-buud kii san.at-garii kii KHair
Sahir Ludhianvi
Nazm
hama-ust
mujhe ruus ke chiida san.at-garo.n ke
na.e kaarnaamo.n kii ik umar se tishnagii thii!
Noon Meem Rashid
Ghazal
husn-e-nazar kii aabruu san.at-e-barhaman se hai
jis ko sanam banaa liyaa us ko KHudaa banaa diyaa










