SEARCH RESULTS
Showing search results for "saped"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "saped"
Ghazal
baKHt-e-saped aa.ina-daarii kare to mai.n
dikhlaa.uu.n dil ke jaur us aa.iina-faam ko
Momin Khan Momin
Nazm
watan ka rag
jo rahnumaa hai mohabbat pe miTne vaalo.n kii
hame.n qasam hai usii ke saped baalo.n kii
Chakbast Braj Narayan
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "saped"
Ghazal
Riyaz Khairabadi
Nazm
marsiya baal-ganga-dhar-tilak
ban gayaa qaid kaa farmaan bhii raahat kii naved
hu.e taariikii-e-zindaa.n me.n tire baal saped
Chakbast Braj Narayan
Ghazal
gum-shuda suuraj ko rotaa hai miraa yaum-e-saped
surma.ii shab ko charaaG-e-aa.n-jahaanii chaahiye
Ahmad Jahangir
Sher
chehre pe ek ke bhii na paayaa vafaa kaa ra.ng
ahl-e-jahaa.n kaa KHuun hu.aa sar-ba-sar saped
Mushafi Ghulam Hamdani
Salam
unhii ke KHuu.n se saped-o-siyah me.n farq hu.aa
judaa hu.e the kabhii sub.h-o-shaam jin ke liye
Ajmal Siraj
Nazm
drug store
jo surKH thaa kabhii miraa lahuu sapiid ho gayaa
mai.n boTiyo.n me.n kaT gayaa
Balraj Komal
Ghazal
Ahmad Jahangir
Ghazal
Bimal Krishn Ashk
Ghazal
Bimal Krishn Ashk
Ghazal
shaiKH-saahab taa-kujaa aaraa.ish-e-resh-e-saped
dekhiye shaana balaa me.n hai Gazab me.n aa.ina
Muzaffar Ali Aseer
Sher
muu se saped ne namak is me.n milaa diyaa
kaifiyyat ab rahii nahii.n jaam-e-sharaab me.n
Meer Hasan
Ghazal
mai.n ghar gayaa huu.n ra.ng-e-saped-o-siyaah me.n
vo KHush hai za.afraan kii ik shaaKH to.D kar
Shakeeb Ayaz
Ghazal
ye tajraba bhii gardish-e-haalaat se hu.aa
kaise saped hotaa hai har aashnaa kaa KHuun














