SEARCH RESULTS
Showing search results for "saraahne"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "saraahne"
Ghazal
vo bhii saraahne lage arbaab-e-fan ke ba.ad
daad-e-suKHan milii mujhe tark-e-suKHan ke ba.ad
Kaifi Azmi
Ghazal
har baat pe jo mujh se ye kahte hai.n chup raho
kyaa apne husn ko bhii na de.nge saraahne
Mahtab Alam
Ghazal
munaafiqo.n ko saraahtaa huu.n munaafiqat se
shariif shaa.ir bhii ab kamiino.n se jaa milaa hai
Mannan Qdeer Mannan
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "saraahne"
Ghazal
iraade kitnii hii umro.n ke baa.ndh rakkhe hai.n
magar nigaah kii had apne saamne tak hai
Khalid Iqbal Yasir
Nazm
ramz
mere kamre ko sajaane kii tamannaa hai tumhe.n
mere kamre me.n kitaabo.n ke sivaa kuchh bhii nahii.n
Jaun Eliya
Nazm
saza
har baar mere saamne aatii rahii ho tum
har baar tum se mil ke bichha.Dtaa rahaa huu.n mai.n
Jaun Eliya
Sher
us ke chehre kii chamak ke saamne saada lagaa
aasmaa.n pe chaa.nd puuraa thaa magar aadhaa lagaa
Iftikhar Naseem
Sher
husn ke samajhne ko umr chaahiye jaanaa.n
do gha.Dii kii chaahat me.n la.Dkiyaa.n nahii.n khultii.n
Parveen Shakir
Ghazal
tuu saamne hai to phir kyuu.n yaqii.n nahii.n aataa
ye baar baar jo aa.nkho.n ko mal ke dekhte hai.n