SEARCH RESULTS
Showing search results for "saut"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "saut"
Nazm
saqi-nama
ye aalam ye ha.ngaama-e-ra.ng-o-saut
ye aalam ki hai zer-e-farmaan-e-maut
Allama Iqbal
Ghazal
daftar hai ek maani-e-be-lafz-o-saut kaa
saada sii jo nigaah kiye jaa rahaa huu.n mai.n
Jigar Moradabadi
Nazm
masjid-e-qurtuba
ra.ng ho yaa KHisht o sang cha.ng ho yaa harf o saut
mojaza-e-fan kii hai KHuun-e-jigar se numuud
Allama Iqbal
PAGE MATCHES FOR "saut"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "saut"
Ghazal
bas ek huuk sii dil se uThe ghaTaa kii tarah
ki harf o saut zaruurii nahii.n du.aa ke liye
Shaz Tamkanat
Ghazal
ba-ra.ng-e-saut-e-jaras tujh se duur huu.n tanhaa
KHabar nahii.n hai tujhe aah kaarvaa.n merii
Meer Taqi Meer
Nazm
apni malka-e-suKHan se
jaaduu hai terii saut kaa gul par hazaar par
jaise nasiim-e-sub.h kii rau juu-e-baar par
Josh Malihabadi
Ghazal
jahaan-e-saut-o-sadaa me.n samaa nahii.n saktii
latiifa-e-azalii hai fuGaan-e-cha.ng-o-rabaab
Allama Iqbal
Nazm
tauq-o-dar ka mausam
balaa se ham ne na dekhaa to aur dekhe.nge
faroG-e-gulshan o saut-e-hazaar kaa mausam
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
hai bul-ajab ye zamzama-e-saut-e-sarmadii
kis tarah aa.e ma.ariz-e-guft-o-shunuud me.n
Pandit Jawahar Nath Saqi
Nazm
israfil ki maut
saut-e-insaanii kii ruuh-e-jaavedaa.n
aasmaano.n kii nidaa-e-be-karaa.n