SEARCH RESULTS
Showing search results for "shaadmaan"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "shaadmaan"
Ghazal
mirii aarzuu kii duniyaa dil-e-naa-tavaa.n kii hasrat
jise kho ke shaadmaa.n the use aaj paa ke ro.e
Saifuddin Saif
Ghazal
tere KHayaal me.n dil shaadmaa.n rahaa barso.n
tire huzuur use sogvaar ham ne kiyaa
Hafeez Hoshiarpuri
Nazm
iltija-e-musafir
du.aa ye kar ki KHudaavand-e-aasmaan-o-zamii.n
kare phir us kii ziyaarat se shaadmaa.n mujh ko
Allama Iqbal
Ghazal
sayyaad shaadmaa.n hai magar ye to soch le
mai.n aa gayaa ki saaya tah-e-daam aa gayaa
Jigar Moradabadi
DICTIONARY MATCHES
REKHTA DICTIONARY
shaadmaa.n
शादमाँشادْماں
Persian
happy , jovial , cheerful , glad , joyful , overjoyed , merry, delighted
MORE MATCHES FOR "shaadmaan"
Ghazal
KHalvat banegii tere Gam-e-jaa.n-navaaz kii
le.nge ye kaam apne dil-e-shaadmaa.n se ham
Hasrat Mohani
Sher
Chandrabhan Khayal
Ghazal
agar tuu chaahe to Gam vaale shaadmaa.n ho jaa.e.n
nigaah-e-yaar ye hasrat nikal to saktii hai
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
uruusii kii shab kii halaavat thii haasil
farah-naak thii ruuh dil shaadmaa.n thaa
Haidar Ali Aatish
Ghazal
Ahmad Mushtaq
Sher
ab maa-hasal hayaat kaa bas ye hai ai 'salaam'
cigarette jalaa.ii sher kahe shaadmaa.n hu.e














