SEARCH RESULTS
Showing search results for "shaadmaan"
Nazm MATCHES FOR "shaadmaan"
Nazm
iltija-e-musafir
du.aa ye kar ki KHudaavand-e-aasmaan-o-zamii.n
kare phir us kii ziyaarat se shaadmaa.n mujh ko
Allama Iqbal
Nazm
jugnu
kabhii udaas kabhii shaadmaa.n kabhii gambhiir
fazaa kaa surma.ii rang aur ho chalaa gahraa
Firaq Gorakhpuri
Nazm
chahaton ka jahan hai urdu
dost is ke 'suruur' aur 'sarshaar'
is liye shaadmaan hai urdu
Krishna Mohan
Nazm
khilta hua gulab hai 26 january
svaaraaj mil gayaa hai to bachche hai.n shaadmaa.n
masruur zindagii hai iraade hai.n kaamraa.n
Shaukat Pardesi
Nazm
mehman
aa.nkh me.n sho.ala-haa-e-tund liye
do gha.Dii KHud ko shaadmaa.n kar le.n
Asrarul Haq Majaz
Nazm
bahut KHub-surat hamara watan hai
jidhar dekhiye ik anokhaa samaa.n hai
udaasii me.n bhii zindagii shaadmaa.n hai
Ghazanfar
Nazm
tere baghair
Garq hasrat hai dil-e-naa-shaadmaa.n tere baGair
aa ki mahruum-e-tarab huu.n jaan-e-jaa.n tere baGair
Jauhar Nizami
Nazm
dar-o-rasan
Gazab hai us ko ko.ii shaadmaa.n na dekh sakaa
zamii.n na dekh sakii aasmaa.n na dekh sakaa
Mohammad Ali Tishna
Nazm
gham-e-jamhur
ye zar-parast ki hai.n inqilaab ke dushman
miTaa ke ham ko bahut ho.nge shaadmaa.n ik din
Masood Akhtar Jamal
Nazm
sal-e-nau
har shaKHs aaj dekho masruur hai magan hai
har piir shaadmaa.n hai har tifl KHanda-zan hai
Murtaza Sahil Tasleemi
Nazm
aazadi
bahaar aa.ii hai gulshan shaadmaa.n hai
bahut rangii.n chaman kii daastaa.n hai