SEARCH RESULTS
Showing search results for "shaadmaan"
Ghazal MATCHES FOR "shaadmaan"
Ghazal
mirii aarzuu kii duniyaa dil-e-naa-tavaa.n kii hasrat
jise kho ke shaadmaa.n the use aaj paa ke ro.e
Saifuddin Saif
Ghazal
tere KHayaal me.n dil shaadmaa.n rahaa barso.n
tire huzuur use sogvaar ham ne kiyaa
Hafeez Hoshiarpuri
Ghazal
sayyaad shaadmaa.n hai magar ye to soch le
mai.n aa gayaa ki saaya tah-e-daam aa gayaa
Jigar Moradabadi
Ghazal
KHalvat banegii tere Gam-e-jaa.n-navaaz kii
le.nge ye kaam apne dil-e-shaadmaa.n se ham
Hasrat Mohani
Ghazal
agar tuu chaahe to Gam vaale shaadmaa.n ho jaa.e.n
nigaah-e-yaar ye hasrat nikal to saktii hai
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
uruusii kii shab kii halaavat thii haasil
farah-naak thii ruuh dil shaadmaa.n thaa
Haidar Ali Aatish
Ghazal
Ahmad Mushtaq
Ghazal
Dagh Dehlvi
Ghazal
dil-e-gamii.n se bhii jalte hai.n shaadmaan-e-hayaat
usii charaaG kii ab shahr me.n havaa sii hai
Nasir Kazmi
Ghazal
Chandrabhan Khayal
Ghazal
yaa ro.e yaa rulaayaa apnii to yuu.n hii guzrii
kyaa zikr ham-safiiraa.n yaaraan-e-shaadmaa.n kaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
saazgaar hai hamdam in dino.n jahaa.n apnaa
ishq shaadmaa.n apnaa shauq kaamraa.n apnaa
Asrarul Haq Majaz
Ghazal
Abdul Hamid Adam
Ghazal
nigaah o dil pe khulii hai.n haqiiqate.n kaisii
ye dil udaas ziyaada hai shaadmaa.n kam hai
Akhtar Shumar
Ghazal
udaas ho ga.e ik pal me.n shaadmaa.n chehre
mire labo.n pe zaraa sii ha.nsii ke aane se