SEARCH RESULTS
Showing search results for "shaareh"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "shaareh"
Ghazal
ab tak dil-e-KHush-fahm ko tujh se hai.n umiide.n
ye aaKHirii sham'e.n bhii bujhaane ke liye aa
Ahmad Faraz
Nazm
wahi
KHuub-o-naa-KHuub ‘amal kii ho girah vaa kyuu.nkar
gar hayaat aap na ho shaareh-e-asraar-e-hayaat
Allama Iqbal
Ghazal
asraar haqiiqat kaa ho ash.aar me.n shaareh
kyaa hausla hai 'naazim'-e-aashufta-navaa kaa
Syed Yusuf Ali Khan Nazim
Ghazal
zarra thaa yaa KHaar thaa jo kuchh bhii thaa
mere liye shaareh-e-aayaat thaa
Mohammad Izhar ul Haq
PAGE MATCHES FOR "shaareh"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "shaareh"
Ghazal
KHuun-aaluuda kafan shaareh-e-sad-daftar-e-dil
tarz-e-iz.haar hai ik aur zabaa.n se aage
Akhtar Saeed
Ghazal
jo mudda'ii hai.n shaareh-e-iimaan-o-aagahii
un ke shuruuh-o-bahs me.n pinhaa.n um-e-daroG
Akhlaq Ahmad Ahan
Ghazal
teraa firaaq jaan-e-jaa.n aish thaa kyaa mire liye
ya.anii tire firaaq me.n KHuub sharaab pii ga.ii
Jaun Eliya
Ghazal
piyuu.n sharaab agar KHum bhii dekh luu.n do-chaar
ye shiisha o qadah o kuuza o subuu kyaa hai
Mirza Ghalib
Nazm
shikwa
aaj kyuu.n siine hamaare sharer-aabaad nahii.n
ham vahii soKHta-saamaa.n hai.n tujhe yaad nahii.n
Allama Iqbal
Nazm
kabhi kabhi
ise kisii ke sahaare kii aarzuu bhii nahii.n
zamaane bhar ke dukho.n ko lagaa chukaa huu.n gale