SEARCH RESULTS
Showing search results for "shahanshah"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "shahanshah"
Nazm
taj-mahal
ye imaaraat o maqaabir ye fasiile.n ye hisaar
mutlaq-ul-hukm shahanshaaho.n kii azmat ke sutuu.n
Sahir Ludhianvi
Sher
ik shahanshaah ne daulat kaa sahaaraa le kar
ham Gariibo.n kii mohabbat kaa u.Daayaa hai mazaaq
Sahir Ludhianvi
Marsiya
iqraar ke chuke hai.n shahanshaah-e-naam-daar
bole ba-chashm-e-nam ye husain-e-falak-vaqaar
Meer Anees
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "shahanshah"
Sher
ik shahanshaah ne banvaa ke hasii.n taaj-mahal
saarii duniyaa ko mohabbat kii nishaanii dii hai
Shakeel Badayuni
Ghazal
bazm-e-shaahanshaah me.n ash.aar kaa daftar khulaa
rakhiyo yaa rab ye dar-e-ganjiina-e-gauhar khulaa
Mirza Ghalib
Naat
ai shahanshaah-e-rusul faKHr-e-rusul KHatm-e-rusul
KHuub se KHuub KHush-usluub hu.aa KHuub hu.aa
Dagh Dehlvi
Ghazal
ai shahanshaah-e-kavaakib sipah-o-mehr-e-alam
tere ikraam kaa haq kis se adaa hotaa hai
Mirza Ghalib
Ghazal
jis ke muhtaaj shahanshaah bhii hai.n ai 'aaqil'
ham faqiiro.n ko ik aisaa bhii kamaal aataa hai
Dharmpal Aaqil
Qita
jaam-e-jahaa.n-numaa hai shahanshaah kaa zamiir
saugand aur gavaah kii haajat nahii.n mujhe
Mirza Ghalib
Ghazal
darbaan ban ke sar ko jhukaa.e kha.Dii hai aql
darbaar-e-dil ki jis kaa shahanshaah ishq hai
Ameer Imam
Nazm
muslim umma ka America se shikwa
ye shahanshaah ye arbaab-e-haram tere hai.n
kaash tujh ko yaqii.n aa jaa.e ki ham tere hai.n
Khalid Irfan
Ghazal
mumkin hai ki ban jaa.e.n shahanshaah-e-Gazal ham
vaise to iraada nahii.n filhaal hamaaraa
Khawaja Javed Akhtar
Ghazal
dil qasr-e-shahanshah hai vo shoKH us me.n shahanshaah
arsa ye do aalam kaa jilau KHaana hai us kaa
Haidar Ali Aatish
Naat
ye kis shahanshah-e-‘aalii kaa sadqa baTtaa hai
ki KHusruo.n me.n pa.Dii hai pukaar ham bhii hai.n



