SEARCH RESULTS
Showing search results for "shahzaado.n"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "shahzaado.n"
Nazm
KHwab
baat-be-baat ha.nstii hu.ii
apne KHvaabo.n ke shahzaado.n kaa tazkira kar rahii thii.n
Parveen Shakir
Nazm
mere school
shafqate.n aisii milii hai.n mujhe ustaado.n kii
parvarish kartaa ho jaise ko.ii shahzaado.n kii
Munawwar Rana
MORE MATCHES FOR "shahzaado.n"
Ghazal
ham se puuchho kis liye KHaalii KHazaane ho ga.e
shaahzaado.n ne faqiiro.n kii gadaa.ii chho.D dii
Nashir Naqvi
Ghazal
apne dil kii aadat hai shahzaado.n vaalii
jaltii rakhtaa hai qindiil muraado.n vaalii
Anwar Sadeed
Ghazal
shahr me.n aur na.e zaKHm na ugne paa.e.n
shaahzaado.n ko havaalaat me.n rahne diije
Sagheer Riyaz
Ghazal
Rafique Khayal
Nazm
subhash-chandr-bos bahadur-shah-zafar ke mazar par
mujh ko ai shaah-e-vatan apne iraado.n kii qasam
jin ke sar kaaTe ga.e in shaah-zaado.n kii qasam
Jagan Nath Azad
Ghazal
Unwan Chishti
Ghazal
shaahzaado.n kii fat.h maat bhii shahzaado.n kii
tum se shahzaadiyo.n kaa dukh nahii.n dekhaa jaataa
Ashu Jha 'Naqqash'
Ghazal
mere paas tahii-dastii hai darveshii hai
ye daulat kab shahzaado.n ke haat lagii hai












