SEARCH RESULTS
Showing search results for "shala.ng"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "shala.ng"
Ghazal
Alamtaab Tishna
Ghazal
KHutan KHutan thii shala.ng-e-Gazaal mere liye
badan badan miraa nashsha subuu subuu mai.n thaa
Alamtaab Tishna
Ghazal
hastii adam se hai mirii vahshat kii ik shala.ng
ai zulf-e-yaar paa.nv kii tuu be.Diyaa.n na ho
Rajab Ali Beg Suroor
Ghazal
kinaar-e-yaar vahaa.n se bas ik shala.ng pe hai
vo jis ko kaj-kulahaa.n auj-daar kahte hai.n
Rasheed Kausar Farooquee
Ghazal
jhuum kar aaj ye shab-ra.ng laTe.n bikhraa de
dekh barsaat ba.Dii der ke baa'd aa.ii hai
Saifuddin Saif
PAGE MATCHES FOR "shala.ng"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "shala.ng"
Ghazal
agar hotaa zamaana gesuu-e-shab-ra.ng kaa tere
mirii shab-diiz saudaa kaa ziyaada-tar qadam nikle
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
ek dhokaa hai ye shab-ra.ng saveraa kyaa hai
ye ujaalaa hai ujaalaa to a.ndheraa kyaa hai
Naresh Kumar Shad
Nazm
aap-biti
tum ne KHvaabo.n ke paristaa.n to sajaa.e ho.nge
mai.n ne maahaul ke shab-ra.ng pharere dekhe
Qateel Shifai
Ghazal
rafta rafta sab kuchh achchhaa ho jaa.egaa
in-shaa.allah sab kuchh achchhaa ho jaa.egaa
Imran Shamshad Narmi
Ghazal
kaun saa dil hai jo diivaana nahii.n hai us kaa
KHat-e-shab-ra.ng se sarmaaya-e-saudaa hai vo ruKH
Haidar Ali Aatish
Ghazal
fasaana tirii zulf-e-shab-ra.ng kaa
ba.Dhegaa jahaa.n tak ba.Dhaa.e.nge ham
Meer Mehdi Majrooh
Ghazal
mai.n us ke va.ada-e-fardaa pe kyaa yaqii.n kartaa
ha.nsii me.n Taal gayaa ek shoKH-o-shang kii baat
Zafar Naseemi
Ghazal
shaano.n pe ab to kaakul-e-shab-ra.ng khol de
bikhrii hu.ii hai zulf-e-tamannaa tire liye
Josh Malihabadi
Ghazal
zulf-e-shab-ra.ng ko ham yaad kiyaa karte hai.n
shab-e-taariik me.n fariyaad kiyaa karte hai.n