SEARCH RESULTS
Showing search results for "shammii"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "shammii"
Ghazal
KHaakii hai magar is ke andaaz hai.n aflaakii
ruumii hai na shaamii hai kaashii na samarqandii
Allama Iqbal
Ghazal
na chiinii o arabii vo na ruumii o shaamii
samaa sakaa na do aalam me.n mard-e-aafaaqii
Allama Iqbal
Ghazal
haqiiqat-e-abadii hai maqaam-e-shabbiirii
badalte rahte hai.n andaaz-e-kuufii o shaamii
Allama Iqbal
PAGE MATCHES FOR "shammii"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "shammii"
Mazahiya
qorma stuu pasanda, kofta, shaamii kabaab
jaane kyaa kyaa khaa gayaa ye shaa.er-e-me.ada-KHaraab
Dilawar Figar
Nazm
KHush-KHurak
dopahar me.n chhe chapaatii chaar anDe omelette
chaar-chhe shaamii kabaab aur ik nahaarii ke plate
Khalid Irfan
Kulliyat
kuchh nahii.n jaa.n un ke pesh-e-taar-e-muu
ghar me.n sham'ii rango.n ke andher hai
Meer Taqi Meer
Mazahiya
khilaa.u.ngaa shaamii kabaab allah allaah
banaa duu.ngaa sab ko navaab allah allaah
Athar Jafari
Ghazal
har taraf pyaar ke phuul khilte rahe.n
lai hijaazii mirii naGma shaamii rahe














