SEARCH RESULTS
Showing search results for "shivaalaa"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "shivaalaa"
Sher
aur bhii dukh hai.n zamaane me.n mohabbat ke sivaa
raahate.n aur bhii hai.n vasl kii raahat ke sivaa
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
mujhse pahli si mohabbat meri mahbub na mang
terii aa.nkho.n ke sivaa duniyaa me.n rakkhaa kyaa hai
tuu jo mil jaa.e to taqdiir niguu.n ho jaa.e
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
naya shiwala
suunii pa.Dii hu.ii hai muddat se dil kii bastii
aa ik nayaa shivaala is des me.n banaa de.n
Allama Iqbal
Ghazal
ham ne jo taraashe the sanam ahd-e-junuu.n me.n
un me.n se har ik aaj shivaala nazar aa.e
Wamiq Jaunpuri
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "shivaalaa"
Nazm
marsiya gopal krishn gokhle
vatan kii KHaak tirii baargaah-e-a.alaa hai
hame.n yahii na.ii masjid nayaa shivaalaa hai
Chakbast Braj Narayan
Nazm
jamhuriyat zindabaad
tujh ko jamhuuriyat salaam miraa
tuu mohabbat kaa ik shivaala hai
Mohi Bakhsh Qadiri
Nazm
kashmir
aamaajgah-e-nuur hai kohsaar-e-himaala
hai Gairat-e-sad-tuur ye bhaarat kaa shivaala