SEARCH RESULTS
Showing search results for "shivaalaa"
Nazm MATCHES FOR "shivaalaa"
Nazm
mujhse pahli si mohabbat meri mahbub na mang
terii aa.nkho.n ke sivaa duniyaa me.n rakkhaa kyaa hai
tuu jo mil jaa.e to taqdiir niguu.n ho jaa.e
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
naya shiwala
suunii pa.Dii hu.ii hai muddat se dil kii bastii
aa ik nayaa shivaala is des me.n banaa de.n
Allama Iqbal
Nazm
luDhakta patthar
raat ke haath ne kirno.n kaa galaa ghuu.nT diyaa
jaise ho jaa.e zamii.n-bos shivaala ko.ii
Qateel Shifai
Nazm
marsiya gopal krishn gokhle
vatan kii KHaak tirii baargaah-e-a.alaa hai
hame.n yahii na.ii masjid nayaa shivaalaa hai
Chakbast Braj Narayan
Nazm
jamhuriyat zindabaad
tujh ko jamhuuriyat salaam miraa
tuu mohabbat kaa ik shivaala hai
Mohi Bakhsh Qadiri
Nazm
kashmir
aamaajgah-e-nuur hai kohsaar-e-himaala
hai Gairat-e-sad-tuur ye bhaarat kaa shivaala
Rifat Sarosh
Nazm
salamti
salaamtii me.n haram hai na ab shivaala hai
vo dekh jaanib-e-mehraab phir hu.ii yuurish
Nashir Naqvi
Nazm
mohabbat ka shiwala
mujrim hai.n jo zulmat ko ujaalaa nahii.n kahte
maqtal ko mohabbat kaa shivaala nahii.n kahte
Muslim Shameem
Nazm
sirr-e-hasti
dair ko ka.aba to ka.aba ko shivaala kar duu.n
zarre-zarre ko jahaa.n ke tah-o-baalaa kar duu.n
Khawaja Manzar Hasan Manzar
Nazm
jawab-e-shikwa
maa-sivaa-allaah ke liye aag hai takbiir tirii
tuu musalmaa.n ho to taqdiir hai tadbiir tirii
Allama Iqbal
Nazm
aaj bazar mein pa-ba-jaulan chalo
sub.h-e-naashaad bhii roz-e-naakaam bhii
un kaa dam-saaz apne sivaa kaun hai
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
mere hamdam mere dost!
terii peshaanii se Dhal jaa.e.n ye tazliil ke daaG
terii biimaar javaanii ko shifaa ho jaa.e
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
KHuda ka sawal
ye sho.ala ye shabnam ye miTTii ye sang
ye jharno.n ke bajte hu.e jal-tara.ng