SEARCH RESULTS
Showing search results for "taabiir-e-gurezaa.n"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "taabiir-e-gurezaa.n"
Ghazal
husn-e-ta.abiir mirii aa.nkh me.n utraa kaise
tuu ko.ii huur hai yaa ko.ii parii lagtii hai
Ushba Tabeer
Ghazal
mujhe to chashm-e-gurezaa.n bhii iltifaat lagii
tire sitam pe bhii iisaar kaa gumaa.n guzraa
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
shabaab aa gayaa us par shabaab se pahle
dikhaa.ii dii mujhe ta.abiir KHvaab se pahle
A G Josh
Ghazal
nigaah-e-diida-e-ta.abiir ke havaale 'KHalish'
hai ye bayaaz alag intiKHaab-e-KHvaab ke saath
Badr-e-Alam Khalish
DICTIONARY MATCHES
REKHTA DICTIONARY
taa'biir-e-gurezaa.n
ता'बीर-ए-गुरेज़ाँتَعْبِیْرِ گُرِیزاں
interpretation of the bygone
MORE MATCHES FOR "taabiir-e-gurezaa.n"
Ghazal
kab se huu.n ham-qadam-e-vaqt-e-gurezaa.n lekin
duur hai manzil-e-maqsuud ba-dastuur bahut
Khwaja Shauq
Ghazal
mai.n phir huu.n iltifaat-e-gurezaa.n kaa muntazir
ik yaad-e-iltifaat-e-gurezaa.n liye hu.e
Jagan Nath Azad
Ghazal
ishrat kii vaadiyo.n se guzartaa chalaa gayaa
paiham fareb-e-umr-e-gurezaa.n liye hu.e
Kunwar Mahendra Singh Bedi Sahar
Nazm
shikast
regzaaro.n me.n baguulo.n ke sivaa kuchh bhii nahii.n
saaya-e-abr-e-gurezaa.n se mujhe kyaa lenaa
Sahir Ludhianvi
Ghazal
paara-e-abr-e-gurezaa.n the ki mausam apne
duur bhii rahte magar paas bhii aate jaate
Naseer Turabi
Ghazal
takliif-e-iltifaat-e-gurezaa.n kabhii kabhii
yuu.n bhii hu.ii hai pursish-e-pinhaa.n kabhii kabhii