SEARCH RESULTS
Showing search results for "taabiir-e-gurezaa.n"
Nazm MATCHES FOR "taabiir-e-gurezaa.n"
Nazm
alif lafz o maani se mubarra
tasalsul saa.ns kii zanjiir-e-aaha.ng
tasalsul KHvaab kii ta.abiir-e-be-ra.ng
Adil Mansuri
Nazm
insan ki fariyaad
ye zindagii-e-insaa.n ik KHvaab hai pareshaa.n
bedaarii-e-adam hai ta.abiir-e-KHvaab-e-hastii
Ghulam Bhik Nairang
Nazm
taj
vaaqa.ii taabiir-e-KHvaab-e-husn-o-ishq
aaKHirii tasviir-e-tuufaan-e-bahaar
Mohammad Sadiq Zia
Nazm
chhabbis january
aivaan-e-farruKHii kii taamiir-e-nau mubaarak
aa.iin-e-zindagii kii tadbiir-e-nau mubaarak
Tilok Chand Mahroom
Nazm
shikast
regzaaro.n me.n baguulo.n ke sivaa kuchh bhii nahii.n
saaya-e-abr-e-gurezaa.n se mujhe kyaa lenaa
Sahir Ludhianvi
Nazm
tajdid
''har gha.Dii apnii jagah par saa.at-e-naayaab hai
haasil-e-umr-e-gurezaa.n ek bhii lamha nahii.n
Amjad Islam Amjad
Nazm
nae KHauf ka aazar
dil miraa faiz-e-gurezaa.n se shikasta-KHaatir
shab ke zindaa.n me.n giraftaar
Akbar Hyderabadi
Nazm
agla safar tawil nahin
dhanak kaa khelnaa mamnu,a hai, labo.n pe faqat
gulo.n kii taazgii ik saaya-e-gurezaa.n hai
Satyapal Anand
Nazm
KHwab-e-hasti
KHvaab-e-hastii aur hai ta.abiir-e-hastii aur hai
bhuul jaa ai dost vo ra.ngii.n zamaane bhuul jaa
Moin Ahsan Jazbi
Nazm
ittifaq
jahaa.n hujuum-e-gurezaa.n me.n tum nazar aa jaa.o
aur ek ek ko hairat se dekhtaa rah jaa.e!
Akhtarul Iman
Nazm
aa ja
aa jaa ki Garq kar de.n ulfat me.n apnii hastii
mafhuum-e-ziist aa jaa taabiir-e-KHvaab aa jaa
Sahba lakhnavi
Nazm
sair-e-kashmir ka ek tassur
sab kuchh ye bajaa hai magar ai husn-e-gurezaa.n
ai tuu ki tirii chaal pe qurbaa.n jaman o ga.ng