SEARCH RESULTS
Showing search results for "taakiid"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "taakiid"
Sher
Dagh Dehlvi
Ghazal
bil-ehtimaam zulm kii tajdiid kii ga.ii
aur ham ko sabr-o-zabt kii taakiid kii ga.ii
Iqbal Azeem
Sher
aamad aamad hai tire shahr me.n kis vahshii kii
band rahne kii jo taakiid hai baazaaro.n ko
Agha Hajju Sharaf
PAGE MATCHES FOR "taakiid"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "taakiid"
Sher
shab-e-vasl aaj vo taakiid karte hai.n mohabbat se
abhii so rahne do kuchh raat guzre to jagaa lenaa
Peer Sher Mohammad Ajiz
Ghazal
taakiid hai ki diida-e-dil vaa kare ko.ii
matlab ye hai ki duur se dekhaa kare ko.ii
Fani Badayuni
Ghazal
jaate jaate vo yahii kar ga.e taakiid 'jaliil'
dil me.n rakhiyegaa hifaazat se mohabbat merii
Jaleel Manikpuri
Ghazal
taakiid karo zamzama-sanjaan-e-chaman ko
bechain ho.n dil jin se vo naGme na alaapo
Abdul Aziz Khalid
Ghazal
ab isii par to hai taakiid vafaadaarii kii
jab gayaa jaan se mai.n Gair kii shaamat aa.ii
Dagh Dehlvi
Sher
hai ye taakiid ki ham ko na sataa.e ko.ii
kaise phir un ko kaleje se lagaa.e ko.ii
Mohammad Naazir Ali Naazir
Ghazal
Dagh Dehlvi
Ghazal
aap to zulm lagaataar kiye jaate hai.n
mujh se taakiid pe taakiid hai fariyaad na kar
Bedam Shah Warsi
Ghazal
yahii tambiih milne par unhe.n majbuur kartii hai
yahii taakiid goyaa zid kii baanii hotii jaatii hai
Muztar Khairabadi
Mazahiya
hotii thii taakiid london jaa.o a.ngrezii pa.Dho
qaum-e-english se milo siikho vahii vaz.a-e-taraash
Akbar Allahabadi
Ghazal
hairaa.n huu.n ki phir us ne na kii sabr kii taakiid
baazuu jo miraa baazu-e-dildaar me.n aayaa
Irfan Siddiqi
Ghazal
bedaad aur us pe ye taakiid al-hazar
aa jaa.e dam labo.n pe shikaayat na kiijiye
Mirza Mohammad Hadi Aziz Lakhnavi
Ghazal
ijz kii taakiid karte ho bahut taqriir me.n
ye bataa.o zaalimo.n se inkisaarii kab talak








