SEARCH RESULTS
Showing search results for "taamiil"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "taamiil"
Nazm
aam-nama
aisaa na ho ki aap ye likkhe.n javaab me.n
ta.amiil hogii pahle magar daam bhejiye
Akbar Allahabadi
Ghazal
ham mulaazim hai.n magar tho.Dii anaa rakhte hai.n
ham se har hukm kii ta.amiil nahii.n ho paatii
Shakeel Azmi
Article
Mirza Farhatullah Beg
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "taamiil"
Ghazal
Alam Khursheed
Mazahiya
mere KHvaabo.n ke tasadduq me.n ba-shart-e-ta.amiil
chand hii saal me.n ho jaa.egii duniyaa tabdiil
Raza Naqvi Vahi
Ghazal
tumhii bataa.o tumhe.n chho.D kar kidhar jaa.e.n
tumhaarii baat kii ta.amiil karne vaale log
Tauqeer Taqi
Ghazal
hai yahii hukm to ta.amiil kare.nge saahab
na kare.nge tumhe.n ham yaad jo dil maan gayaa
Saba Akbarabadi
Sher
kisii darvesh ke hujre se abhii aayaa huu.n
so tire hukm kii taamiil nahii.n karnii mujhe
Ahmad Khayal
Ghazal
qubuul tark-e-ta.alluq nahii.n hai lekin ham
tumhaare hukm kii ta.amiil karnaa chaahte hai.n
Farhat Nadeem Humayun
Ghazal
chashm-e-KHush-aab kii tamsiil nahii.n ho saktii
aisii shaffaaf ko.ii jhiil nahii.n ho saktii
Parvez Sahir
Ghazal
ta.amiil kisii hukm kii hargiz na kare.nge
aur pesh-e-sitam sar ko jhukaanaa bhii nahii.n hai
Aqeel Shatir Ansari
Ghazal
unhe.n umiid ho ta.amiil kii to kyuu.n kar ho
ki un kaa hukm hii kuchh iltijaa saa lagtaa hai