SEARCH RESULTS
Showing search results for "taamiil"
Ghazal MATCHES FOR "taamiil"
Ghazal
ham mulaazim hai.n magar tho.Dii anaa rakhte hai.n
ham se har hukm kii ta.amiil nahii.n ho paatii
Shakeel Azmi
Ghazal
chashm-e-KHush-aab kii tamsiil me.n rahne vaale
ham parinde hai.n isii jhiil me.n rahne vaale
Shahid Kamal
Ghazal
Alam Khursheed
Ghazal
tumhii bataa.o tumhe.n chho.D kar kidhar jaa.e.n
tumhaarii baat kii ta.amiil karne vaale log
Tauqeer Taqi
Ghazal
hai yahii hukm to ta.amiil kare.nge saahab
na kare.nge tumhe.n ham yaad jo dil maan gayaa
Saba Akbarabadi
Ghazal
qubuul tark-e-ta.alluq nahii.n hai lekin ham
tumhaare hukm kii ta.amiil karnaa chaahte hai.n
Farhat Nadeem Humayun
Ghazal
chashm-e-KHush-aab kii tamsiil nahii.n ho saktii
aisii shaffaaf ko.ii jhiil nahii.n ho saktii
Parvez Sahir
Ghazal
ta.amiil kisii hukm kii hargiz na kare.nge
aur pesh-e-sitam sar ko jhukaanaa bhii nahii.n hai
Aqeel Shatir Ansari
Ghazal
unhe.n umiid ho ta.amiil kii to kyuu.n kar ho
ki un kaa hukm hii kuchh iltijaa saa lagtaa hai
Maher Chand Kausar
Ghazal
Jameel Mazhari
Ghazal
zindagii KHauf se tashkiil nahii.n karnii mujhe
raat se zaat kii takmiil nahii.n karnii mujhe
Ahmad Khayal
Ghazal
Asif Banarsi
Ghazal
ehsaan thaa yaa hukm kii ta.amiil thii 'sabiin'
ham bii qadam qadam chale us kii razaa ke saath
Ghausiya Khan Sabeen
Ghazal
sunaa hai pyaas kii takmiil hone vaalii hai
ye raat ret me.n tabdiil hone vaalii hai
Moid Rasheedi
Ghazal
apne pidar ke hukm kii ta.amiil na karuu.n
huu.n mai.n ba.Daa magar kahaa.n itnaa ba.Daa huu.n mai.n
Sabir Danish
Ghazal
taamiil-e-kitaab avval taaviil-e-kitaab aaKHir
tadbiir o amal avval taqriir o KHitaab aaKHir
Wasif Dehlvi
Ghazal
jo hukm-e-vaaldain kii ta.amiil kar sake.n
is daur me.n 'hilaal' vo bachcha nahii.n rahe