SEARCH RESULTS
Showing search results for "tabar"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "tabar"
Ghazal
kahaaniyaa.n hii sahii sab mubaalGe hii sahii
agar vo KHvaab hai taabiir kar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "tabar"
Ghazal
ko.ii talvaar KHanjar na tiir-o-tabar
hurmula ke liye ik ha.nsii maut hai
Mohammad Askari Arif
Nazm
darbar1911
aadmii aur jaanvar aur ghar muzayyan aur machine
phuul aur sabza chamak aur raushnii rail aur taar
Akbar Allahabadi
Nazm
baghi
laa, tabar KHuun ke dariyaa me.n nahaane de mujhe
sar-e-pur-naKHvat-e-arbaab-e-zamaa.n to.Duu.ngaa
Makhdoom Mohiuddin
Ghazal
jahaa.n shajar pe lagaa thaa tabar kaa zaKHm 'shakeb'
vahii.n ye dekh le ko.npal na.ii nikalne lagii
Shakeb Jalali
Ghazal
vo zubuu.n-baKHt shajar huu.n mai.n ki dahqaa.n meraa
piichhe botaa hai mujhe pahle tabar letaa hai
Haidar Ali Aatish
Nazm
zarurat-e-ittihad
KHatm kar de.n ye tafraqa-saazii
aag me.n jho.nk de.n tabar-yaazii