SEARCH RESULTS
Showing search results for "tabar"
Nazm MATCHES FOR "tabar"
Nazm
jawab-e-shikwa
top talvaar na ye teG-o-tabar rakhtii hai
bint-e-havvaa kii tarah tiir-e-nazar rakhtii hai
Nashtar Amrohvi
Nazm
darbar1911
aadmii aur jaanvar aur ghar muzayyan aur machine
phuul aur sabza chamak aur raushnii rail aur taar
Akbar Allahabadi
Nazm
baghi
laa, tabar KHuun ke dariyaa me.n nahaane de mujhe
sar-e-pur-naKHvat-e-arbaab-e-zamaa.n to.Duu.ngaa
Makhdoom Mohiuddin
Nazm
zarurat-e-ittihad
KHatm kar de.n ye tafraqa-saazii
aag me.n jho.nk de.n tabar-yaazii
Ahmaq Phaphoondvi
Nazm
gandhi-ji ki aawaz
ye tum ne kis liye teG-o-tabar se kaam liyaa
tumhaare haatho.n me.n KHanjar hai.n kis liye yaaro
Nazish Partap Gadhi
Nazm
holi
dushman aur dost sabhii malte hai.n aapas me.n gulaal
saare be-kaar hu.e teG-o-tabar holii me.n
Zareef Dehlvi
Nazm
nae aadmi ka confession
yahii soch kar apnii is aarzuu ke badan me.n
tabar bhau.nk detaa huu.n aksar
Ghazanfar
Nazm
hijrat
vatan kii mohabbat inhe.n roktii thii
judaa.ii jigar me.n tabar bhau.nktii thii
Ghazanfar
Nazm
KHizan-nasibon pe bain karti hui hawaen
bas ik ishaare ke muntazir hai tabar uThaa.e kha.De hu.e hai.n
ba-naam-e-izzat
Tariq Qamar
Nazm
soz-e-dil
kis ko dete hai.n bhalaa daar-o-rasan kii dhamkii
kyaa Daraate ho ki ham tiir-o-tabar rakhte hai.n
Sardar Naubahar Singh Sabir Tohani
Nazm
aurat
taa-ba-kai gird tire vahm o ta.ayyun kaa hisaar
kau.nd kar majlis-e-KHalvat se nikalnaa hai tujhe