SEARCH RESULTS
Showing search results for "tanaasub"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "tanaasub"
Ghazal
qayaas qaid tanaasub shabiih saj.a naziir
kalii ko chuumaa to jaise kalii kalii se milii
Shahzad Qais
Ghazal
Afzal Khan
Ghazal
jahaa.n ko KHatt-e-tanaasub pe laa banaayaa hai
kisii ne KHaak se dekho to kyaa banaayaa hai
Akhtar Usman
Nazm
zindagi
dhanak-bhar mu.aavza to nahii.n
maaheriin giraanii aur gunaah me.n tanaasub-e-maakuus nahii.n maante
Ghulam Mohammad Qasir
MORE MATCHES FOR "tanaasub"
Ghazal
Atique Asar
Nazm
baada-e-nim-ras
kis qayaamat kaa tabassum hai tire ho.nTo.n par
isti.aaro.n me.n bhaTakte hai.n KHayaalaat mire
Saifuddin Saif
Ghazal
dekhaa jo tanaasub tire a.azaa-e-badan kaa
har uzv ko gul KHud tujhe gulzaar kahaa hai
Maaz Aiz
Ghazal
us ne ik KHaas tanaasub se mohabbat baa.nTii
mere hisse me.n hamesha hii dilaase aa.e
Azad Husain Azad
Ghazal
Iftikhar Haidar
Nazm
ye dilli
jamunaa ke kinaaro.n pe liye husn-e-tanaasub
tasviir-e-javaa.n-Gaar-o-baraa.n-Gaar hai dillii
Ram Parkash Rahi
Ghazal
tum mire dukh ke tanaasub ko samajhte kab ho
jitnii KHushiyaa.n hai.n tumhaarii miraa utnaa dukh hai
Faqeeh Haidar
Ghazal
aazaa ke tanaasub kaa na vaarafta ho itnaa
aa.nkhe.n hai.n to rah hairatii andaaz o adaa kaa
Rasikh Azimabadi
Ghazal
aag me.n ko.ii badan thaa ki jo aazaad hu.aa
ya.anii a.azaa ke tanaasub se dhu.aa.n vaaqif thaa
Aqeel Abbas
Ghazal
puKHtagii samjhe hu.e hai.n jo tanaasub ko faqat
chaahiye islaah un ko is KHayaal-e-KHaam kii














