SEARCH RESULTS
Showing search results for "taqsiir"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "taqsiir"
Nazm
mujhse pahli si mohabbat meri mahbub na mang
terii aa.nkho.n ke sivaa duniyaa me.n rakkhaa kyaa hai
tuu jo mil jaa.e to taqdiir niguu.n ho jaa.e
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
kyaa hu.ii taqsiir ham se tuu bataa de ai 'naziir'
taaki shaadii-marg samjhe.n aise mar jaane ko ham
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
dil-lagii tark-e-mohabbat nahii.n taqsiir mu.aaf
hote hote mire qaabuu me.n tabii.at hogii
Lala Madhav Ram Jauhar
Nazm
ramaen ka ek sin
taqsiir merii KHaaliq-e-aalam bahal kare
aasaan mujh Gariib kii mushkil ajal kare
Chakbast Braj Narayan
MORE MATCHES FOR "taqsiir"
Sher
Allama Iqbal
Nazm
jaun-eliya se aaKHri mulaqat
jo merii taqdiir ban chukii hai.n
jo merii tasviir ban chukii hai.n
Tariq Qamar
Sher
bevafaa kuchh nahii.n terii taqsiir
mujh ko merii vafaa hii raas nahii.n
Syed Mohammad Meer Asar
Nazm
wirsa
nau-e-insaa.n ke shab-o-roz kii taqdiir nahii.n
ye vatan terii mirii nasl kii jaagiir nahii.n
Sahir Ludhianvi
Ghazal
maGruur bahut the ham aa.nsuu kii saraayat par
so sub.h ke hone ko taasiir nazar aa.ii
Meer Taqi Meer
Ghazal
ilzaam thaa diye pe na taqsiir raat kii
ham ne to bas havaa ke ta'alluq se baat kii