SEARCH RESULTS
Showing search results for "taqsiir"
Ghazal MATCHES FOR "taqsiir"
Ghazal
kyaa hu.ii taqsiir ham se tuu bataa de ai 'naziir'
taaki shaadii-marg samjhe.n aise mar jaane ko ham
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
dil-lagii tark-e-mohabbat nahii.n taqsiir mu.aaf
hote hote mire qaabuu me.n tabii.at hogii
Lala Madhav Ram Jauhar
Ghazal
maGruur bahut the ham aa.nsuu kii saraayat par
so sub.h ke hone ko taasiir nazar aa.ii
Meer Taqi Meer
Ghazal
ilzaam thaa diye pe na taqsiir raat kii
ham ne to bas havaa ke ta'alluq se baat kii
Parveen Shakir
Ghazal
Mazhar Mirza Jaan-e-Janaan
Ghazal
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
maana-e-dasht-navardii ko.ii tadbiir nahii.n
ek chakkar hai mire paa.nv me.n zanjiir nahii.n
Mirza Ghalib
Ghazal
Asrarul Haq Majaz
Ghazal
taqsiir na KHuubaa.n kii na jallaad kaa kuchh jurm
thaa dushman-e-jaanii miraa iqraar-e-mohabbat
Meer Taqi Meer
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
taqsiir 'mus.hafii' kii hove mu.aaf saahib
farmaa.o to tumhaare laa us ko go.D Daaluu.n
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
taqsiir jaan dene me.n ham ne kabhuu na kii
jab teG vo buland hu.ii sar jhukaa diyaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
chal diyaa vo dekh kar pahluu mirii taqsiir kaa
duusraa ruKH us ne dekhaa hii nahii.n tasviir kaa
Adeem Hashmi
Ghazal
baat qismat kii to kuchh ai dil-e-naakaam nahii.n
apnii taqsiir hai ye gardish-e-ayyaam nahii.n
Kausar Niyazi
Ghazal
girya bhii hai naala bhii hai aur aah-o-fuGaa.n bhii
par dil me.n hu.ii us ke na taasiir kisii kii
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
kyaa gunah kyaa jurm kyaa taqsiir merii kyaa KHataa
ban gayaa jo is tarah haq me.n mire jallaad tuu