SEARCH RESULTS
Showing search results for "taraazuu"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "taraazuu"
Ghazal
Sahir Ludhianvi
Sher
aap daulat ke taraazuu me.n dilo.n ko taule.n
ham mohabbat se mohabbat kaa sila dete hai.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
nazm
mai.n ne andaaze lagaa.e ki sabab kyaa hogaa
par mire tiir taraazuu bhii nahii.n hote the
Tahzeeb Hafi
Ghazal
aap daulat ke taraazuu me.n dilo.n ko taule.n
ham mohabbat se mohabbat kaa sila dete hai.n
Sahir Ludhianvi
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "taraazuu"
Ghazal
tuu jo chaahe to tiraa jhuuT bhii bik saktaa hai
shart itnii hai ki sone kii taraazuu rakh le
Rahat Indori
Ghazal
da.avo.n kii taraazuu me.n to azmat nahii.n tultii
fiite se to kirdaar ko naapaa nahii.n jaataa
Muzaffar Warsi
Ghazal
tarannum 'arz mukarrar sunaa.iye irshaad
kisii ne suniye kahaa bazm jhuum jhuum ga.ii
Shahzad Qais
Nazm
fankar
aaj chaa.ndii ke taraazuu me.n tulegii har chiiz
mere afkaar mirii shaa.irii meraa ehsaas
Sahir Ludhianvi
Ghazal
phir mujhe vazn kiyaa jaa.e shahaadat ke liye
phir adaalat me.n ko.ii le ke taraazuu aa.e
Shakeel Azmi
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
rakhii hu.ii hai tirii yaad dil ke pal.De me.n
ab is taraazuu me.n ik ishq aur tolnaa hai