SEARCH RESULTS
Showing search results for "taraazuu"
Nazm MATCHES FOR "taraazuu"
Nazm
nazm
mai.n ne andaaze lagaa.e ki sabab kyaa hogaa
par mire tiir taraazuu bhii nahii.n hote the
Tahzeeb Hafi
Nazm
fankar
aaj chaa.ndii ke taraazuu me.n tulegii har chiiz
mere afkaar mirii shaa.irii meraa ehsaas
Sahir Ludhianvi
Nazm
insaf ka taraazu jo hath mein uThae
insaaf kaa taraazuu jo haath me.n uThaa.e
jurmo.n ko Thiik tole
Sahir Ludhianvi
Nazm
ek aur bhi hai munsif
aisaa na ho ki us ke darbaar me.n pukaare
aisaa na ho ki us ke insaaf kaa taraazuu
Sahir Ludhianvi
Nazm
ek KHwab ki duri par
ko.ii tiir chale jo taraazuu ho mire siine me.n
ik KHvaahish thii
Iftikhar Arif
Nazm
aaj aur kal
merii baa.nho.n ne jo dekhe the sunahre sapne
tuu ne sone kii taraazuu me.n unhe.n tol diyaa
Qateel Shifai
Nazm
hum shair hote hain
ham bolaa karte hai.n
jab manDii se ek ek taraazuu Gaa.eb hotaa hai
Waheed Ahmad
Nazm
mubarak wo saat
mere saathiyo.n ke jigar me.n taraazuu hai.n jo tiir
hu.aa huu.n mai.n KHud un kaa naKHchiir
Shakeb Jalali
Nazm
na-shanas
jis me.n ik samt dhu.ndalkaa thaa aur ik samt Gubaar
us taraazuu pe mire dard kaa saamaan tulaa
Mustafa Zaidi
Nazm
baghair unwan ke
aurat kaa badan de to mai.n kaa.nTo.n ke taraazuu
dil de ke badal luu.n
Jelani Kamran
Nazm
zaKHmi KHwabon ki tisri duniya
ki andhe taraazuu ne to kabhii aa.nkhe.n hii nahii.n kholii.n
diivaare.n tamaam raat jaagtii rahii.n
Zahid Imroz
Nazm
KHushbu ka safar
sinaa.n dil me.n taraazuu ho to sab naa-chaar girte hai.n
savaaro.n kaa to kyaa mazkuur hai