SEARCH RESULTS
Showing search results for "tasaadum"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "tasaadum"
Ghazal
tez qadmo.n se chalo aur tasaadum se bacho
bhii.D me.n sust chaloge to kuchal jaa.oge
Iqbal Azeem
Nazm
jaun-eliya se aaKHri mulaqat
vo ek tarz-e-suKHan kii KHushbuu
vo ek mahkaa hu.aa takallum
Tariq Qamar
MORE MATCHES FOR "tasaadum"
Ghazal
lihaaz-e-hurmat-e-paimaa.n na paas-e-ham-KHvaabii
ajab tarah ke tasaadum the aashnaa.ii me.n bhii
Iftikhar Arif
Ghazal
aa.nkho.n ke tasaadum me.n hikaayaat kii duniyaa
ho.nTo.n ke tasaadum me.n KHaraabaat kaa aalam
Abdul Hamid Adam
Ghazal
Mohsin Asrar
Nazm
manazir-e-sahar
larzish vo sitaaro.n kii vo zarro.n kaa tabassum
chashmo.n kaa vo bahnaa ki fidaa jin pe tarannum
Josh Malihabadi
Sher
vo us nazar kaa tasaadum vo ho.nT kii jumbish
tamaam kar gayaa mujh ko kalaam karte hu.e
Ahtamam Sadiq
Ghazal
shaah-zaadii jo kabuutar hai tire haatho.n me.n
do qabiilo.n ko tasaadum se bachaa saktaa hai














