SEARCH RESULTS
Showing search results for "thak-thak"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "thak-thak"
Sher
thak thak ke tirii raah me.n yuu.n baiTh gayaa huu.n
goyaa ki bas ab mujh se safar ho nahii.n saktaa
Kashfi Multani
Ghazal
thak thak ga.e hai.n aashiq darmanda-e-fuGaa.n ho
yaarab kahii.n vo Gaflat fariyaad-e-be-kasaa.n ho
Qalaq Merathi
PAGE MATCHES FOR "thak-thak"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "thak-thak"
Nazm
aankh-micholi
thak thak ke haal KHaraab hu.aa
lekin na ko.ii kisii ko haath lagaa
Kishwar Naheed
Ghazal
Fani Badayuni
Sher
vus.at tilism-KHaana-e-aalam kii kyaa kahuu.n
thak thak ga.ii nigaah tamaashe na kam hu.e
Heera Lal Falak Dehlvi
Ghazal
thak thak ke har maqaam pe do chaar rah ga.e
teraa pata na paa.e.n to naa-chaar kyaa kare.n
Mirza Ghalib
Ghazal
kuucha-e-yaar kaa saudaa hai mire sar ke saath
paa.nv thak thak ke ho.n har-chand ki shal jaa.uu.ngaa
Haidar Ali Aatish
Ghazal
thak thak ke tirii raah me.n yuu.n baiTh gayaa huu.n
goyaa ki bas ab mujh se safar ho nahii.n saktaa
Kashfi Multani
Ghazal
hamaare naale bhii thak thak ke ab to baiTh rahe
ga.e vo din ki uThaate the aasmaa.n sar par
Pandit Jagmohan Nath Raina Shauq
Ghazal
har lamha tirii yaad ke saa.e me.n kaTaa hai
thak thak ke har ik gaam pe jab baiTh gayaa huu.n
Ghazal
qaasid aane jaane me.n thak thak kar ghabraa.egaa
jaa.egaa phir aa.egaa aa.egaa phir jaa.egaa
Nooh Narvi
Ghazal
Bismil Allahabadi
Ghazal
kis KHaraabii se mai.n us dar tak gayaa
raah me.n gir gir pa.Daa thak thak gayaa

