SEARCH RESULTS
Showing search results for "tunak"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "tunak"
Nazm
jawab-e-shikwa
hai tunak-maaya tuu zarre se bayaabaa.n ho jaa
naGma-e-mauj hai ha.ngaama-e-tuufaa.n ho jaa
Allama Iqbal
Ghazal
ye tunak-mizaajii to KHair us kii fitrat hai
varna us ne chaahat bhii ham ko intihaa.ii dii
Bashir Badr
Ghazal
KHudaa bachaa.e ki naazuk hai un me.n ek se ek
tunak-mizaajo.n se Thahraa mo.aamla dil kaa
Yagana Changezi
Ghazal
abr-e-tunak ne raunaq-e-mausam ba.Dhaa.ii hai
Gaaza banaa hai ruu-e-uruus-e-bahaar kaa
Akbar Allahabadi
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "tunak"
Ghazal
huu.n tunak-zarf na jheluu.ngaa sharaab-e-pur-zor
parda yakbaar na chehre se uThaanaa hargiz
Meer Mehdi Majrooh
Ghazal
ai mehr-vash to kyuu.nkar parde me.n chhup sakegaa
abr-e-tunak kii suurat mu.nh par naqaab hogaa
Wazir Ali Saba Lakhnavi
Ghazal
yak dam na nibhne detii un kii tunak-mizaajii
rakhte na ham tabii.at apnii agar sambhaale
Haidar Ali Aatish
Kulliyat
daa'vaa-e-qayaamat kaa mire KHauf use kyaa
ik lutf me.n vo mujh se tunak-ruu ko manaa le
Meer Taqi Meer
Ghazal
Asrarul Haq Asrar
Ghazal
sar-buriido.n ko tunak kar raat suuraj ne kahaa
aur jab shaano.n pe rakh kar apnaa sar aataa hai vo
Mansoor Aafaque
Ghazal
zabt-e-ulfat kahii.n mumkin hai tunak-zarfo.n se
taabish-e-sham.a judaa sozish-e-parvaana judaa
