SEARCH RESULTS
Showing search results for "tuutuu"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "tuutuu"
Nazm
barsat ki bahaaren
bolii.n ba.e baTere.n qumrii pukaare kuu-kuu
pii pii kare papiihaa bagule pukaare.n tuu-tuu
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
yahii hai ishq ki sar do magar duhaa.ii na do
vafuur-e-jazb se TuuTuu magar sunaa.ii na do
Khursheed Rizvi
Ghazal
mastaan-e-mohabbat ne duniyaa me.n yahii dekhaa
TuuTe hu.e paimaane TuuTe hu.e mai-KHaane
Josh Malsiani
Ghazal
jab ham dono.n ham the to baaham the ham
jab se hu.e hai.n mai.n mai.n tuu-tuu kahaa.n ga.e
Imran Shamshad Narmi
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "tuutuu"
Ghazal
tuu-tuu mai.n-mai.n tarz-e-darveshii nahii.n
varna un se the gile-shikve bahut
Akhlaq Ahmad Ahan
Ghazal
kuchh to mire pindaar-e-mohabbat kaa bharam rakh
tuu bhii to kabhii mujh ko manaane ke liye aa
Ahmad Faraz
Ghazal
Ahmad Faraz
Sher
maanaa ki terii diid ke qaabil nahii.n huu.n mai.n
tuu meraa shauq dekh miraa intizaar dekh
Allama Iqbal
Sher
hu.aa hai tujh se bichha.Dne ke baa'd ye maa'luum
ki tuu nahii.n thaa tire saath ek duniyaa thii
Ahmad Faraz
Ghazal
tirii naazukii se jaanaa ki ba.ndhaa thaa ahd bodaa
kabhii tuu na to.D saktaa agar ustuvaar hotaa
Mirza Ghalib
Ghazal
har ek baat pe kahte ho tum ki tuu kyaa hai
tumhii.n kaho ki ye andaaz-e-guftuguu kyaa hai

