SEARCH RESULTS
Showing search results for "vaalida"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "vaalida"
Nazm
walida marhuma ki yaad mein
zarra zarra dahr kaa zindaanii-e-taqdiir hai
parda-e-majbuurii o bechaargii tadbiir hai
Allama Iqbal
PAGE MATCHES FOR "vaalida"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "vaalida"
Mazahiya
vaalida raazii hai.n un kii aur vaalid hai.n KHafaa
ab to shaadii kaa mirii imkaan aadhaa rah gayaa
Popular Meeruthi
Mazahiya
puuchhaa ye mai.n ne rotaa hai kyuu.n itnaa zaar-zaar
ye vaalida kii qabr hai yaa baap kaa mazaar
Mukhtasar Azmi
Nazm
apni walida ki yaad mein
kahaa.n gayaa vo zamaana ki jis kii yaad me.n aaj
bhulaa.e baiThaa huu.n KHud ko pataa nahii.n miltaa
JaiKrishn Chaudhry Habeeb
Nazm
madari zaban
aaGosh-e-vaalida me.n paalaa thaa ham ko jis ne
ik paikar-e-adab me.n Dhaalaa thaa ham ko jis ne
Kaif Ahmed Siddiqui
Ghazal
sajde me.n vaalida ke ye 'hassaas' thaa asar
dast-e-du.aa ne jiit lii dast-e-qazaa se ja.ng
Masood Hassas
Ghazal
bad-zabaanii baap se aur bad-suluukii vaalida se
daur-e-haazir kaa nayaa dastuur hotii jaa rahii hai